YASHARIM EL BIBLE STUDY PODCASTE HINDI URDU - podcast cover

YASHARIM EL BIBLE STUDY PODCASTE HINDI URDU

Yasharim Elyasarimel.wixsite.com
#HINDI #URDU #PUJNABI #HEBREW #GREEK #LANGAUGE #LONG #DURATION #BIBLE #YOUTUBECHANNEL Every point, verse and word of this YouTube channel guides the lives of those who are called by God to be the true Christ And who want to walk according to God's will and who have a question in their mind that what is the truth? Where is the need for true grace? Where John 1 14And the Word became flesh, and dwelt among us, full of grace and truth Of his fullness we have grace and truth came through Jesus Christ.
Last refreshed:
Follow this podcast in the Metacast mobile app to refresh it and see new episodes.
Download Metacast podcast app
Podcasts are better in Metacast mobile app
Don't just listen to podcasts. Learn from them with transcripts, summaries, and chapters for every episode. Skim, search, and bookmark insights. Learn more

Episodes

BiBLiCAL TiMES बाइबिल के समय URDU HINDI BIBLE PODCAST REVLATION

AJ KE IS MUKASHAFA MEN HUM WAQT SAMAYEN KE BARE MEN RAUSHNI DALNE JAE RAHEN HAIN “Adam se Musa tak shariat ke bagair gunah ne maut ke zariye hukumat ki; Musa ki marifat shariat di gayi jab Israel Misr se nikalne ke 430 saal 3 MAHINE KE baad Sinai par pahuche, JAHA PAR MUSA KI MARIFAT SHARIAT DI GAI aur Yuhanna Bapatisma dene wale tak shariat aur ambiya RAH E uske baad Khuda ki badshahat ki khushkhabari Yisu Masih mein zahir hui.”

Aug 31, 202520 min

TAKE GOOD CARE OF YOUR HEART अपने दिल की खूब हिफ़ाज़त करो URDU HINDI BIBLE PODCAST

TAKE GOOD CARE OF YOUR HEART अपने दिल की खूब हिफ़ाज़त करो URDU HINDI BIBLE PODCASTइस पोडकास्ट में अपने दिल की हिफ़ज़त करने को समझाया जा रहा है हमारा जो दिल दीमाग कोई खाली लावारिश जगह नहीं जो हमारे ऊपर कोई भी अपने विचार दे कर जा रहा है और न ही हम कोई ब्लैक बोर्ड हैं की नादान बच्चे की तरह कुछ भी लिखदो अगर जुबान चाक क़ुदरत ने आपके हाथ में दे दिया ज़ुबान के काबू में ज़िंदगी और मौत है तो अपना दिल पर किसी दूसरे का अधिकार न होने दे इसका मालिक मसीह यीशु है

Aug 24, 202513 min

LIFE IS TRANSFORMATION जीवन समापत नहीं होता तब्दील होता है URDU HINDI BIBLE PODCAST

LIFE IS TRANSFORMATION जीवन समापत नहीं होता तब्दील होता है URDU HINDI BIBLE PODCASTइस पूरे पॉडकास्ट में एक बात पर ध्यान दिया जा रहा है — कि हम न तो पैदा हो रहे हैं और न ही मर रहे हैं, बल्कि हम रूपांतरित हो रहे हैं। इसमें बीज का एक बहुत ही अच्छा उदाहरण लिया गया है, जिसे तस्वीरों के साथ समझाया गया है। और गहराई से बाइबल के वचनों के द्वारा शारीरिक और आत्मिक (रूहानी) तरीके से इसे समझाया गया है।मुझे आशा है कि जब आप इस वीडियो को ध्यान से समझेंगे और इस पर विश्वास करेंगे, तो आपको जीवन की गहरी सच्चाई का प...

Aug 23, 202526 min

LACK OF FAITH IN URDU HINDI BIBLE PODCAST ENGLISH DUBB

#LACKOFFAITH #urdubiblepodcast #yasarimel AJ KO JO MUKASHAFA HAI KAMZOOR IMAN SUSAT IMAN OR BE IMAN KE MUKASHAFA HAI AGAR HUM KAMZOOR IMAN HAIN TO KYU HAIN HUMARA IMAN KAMZOR HUNE KI WAZAH KYA HAI OR AGAR HUM KAMIL IMAN NHI TO KYU NHI OR AGAR KAMIL IMAN HUNA HAI TO KAISE KAMIL IMAN HUNYAʻQÚB 2: 10Kyúṉki jis ne sárí sharíʻat par ʻamal kiyá, aur ek hí bát meṉ ḳhatá kí, wuh sárí bátoṉ meṉ qusúrwár ṭhahrá.TO RUH L QUDS KE KEHNE KA MTLB YE HAI KI FAZL OR SACHCHA KE AHD KE ADHIN CHALNA JO RUHANI HAI A...

Aug 20, 202525 min

LABOUR PAIN REVELATION IN URDU HINDI BIBLE PODCAST @YasarimEl ​

PAIDÁISH 3: 16Phir us ne ‘aurat se kahá, ki Maiṉ tere dard i haml ko bahut baṛháúṉgá; tú dard ke sáth bachche janegí;'Jab ʻaurat janne lagtí hai, to gamgín hotí hai, is liye ki us ke dukh kí ghaṛí á pahuṉchí; lekin jab bachcha paidá ho chuktá hai, to is ḳhushí se ki dunyá meṉ ek ádmí paidá húá, us dard ko phir yád nahíṉ kartí. '#LABOURPAIN #revlation #urdubiblepodcast

Aug 17, 202524 min

MASHAQQAT मेहनत, मज़दूरी, श्रम Labour Toil urdu bible podcast @YasarimEl ​

. MATÍ 11: 28Ai mihnat uṭhánewálo, aur bojh se dabe húe logo, sab mere pás áo, maiṉ tumheṉ árám dúṉgá. ; Dekho, yih Ḳhudá ká Barra hai, jo dunyá ká gunáh uṭhá le játá hai. 'Yúhanná 1:29MASHAQQAt मेहनत, मज़दूरी, श्रम Labour Toil urdu bible podcast Aj jis shabad ko hum study karne ja rahen hain wuh shabad hai mushaqat English men Toil" labour " कठिन परिश्रम या मेहनत.बहुत मेहनत और प्रयास लगता है Or iska karan kaun bana Zamin jismani adam kyu Usne nafrmaani Uski nafrmani ki wazah se Gunah or gunah k...

Aug 10, 202523 min

KYA HAI IMAN KI RASTBAZI क्या है ईमान की रास्तबाज़ी" IN URDU HINDI BIBILE PODCAST @YasarimEl ​

Vishwash ki dharmikta ka matlab hai ke hum apne amal ya kaamon se nahi, balki sirf Masih Yisu par vishwash karke, Khuda ke samne dharmik thehraye jaate hain. Ye Muft Rastebazi hai jo Masih Yisu ke kiye gaye kaamon par adharit hai — unka balidan, unka punarutthan, aur Khuda ke sache wade.📖 Bible Verse:"Aur is liye vishwās se dharmik thehrā kar, hamāre Prabhu Yīshu Masīh ke dwārā Khuda ke sāth shānti rakheṅ."Iman se rastbazIman ki rastbaziRastbaz iman se jita haiIman ki rastbazi ruhani dharmiktaV...

Aug 09, 202543 min

Jhuthe Masih Gumrah Karne Wali Ruhon Se Rahe Savdhan URDU HINDI BIBLE @YasarimEl ​

Jhuthe Masih Gumrah Karne Wali Ruhon Se Rahe Savdhan URDU HINDI BIBLE ⁨@YasarimEl⁩ huthe Masih aur Gumrah Karne Wali Ruhen aaj bhi logon ko duniya ki lalach de kar dhoka deti hain –“Tumhara business acha ho jayega, paisa aayega, bimari door ho jayegi, achi car, ghar, biwi-bache milenge…”Lekin Bible kehta hai ki yeh sab duniya ki lalsa hai jo ruh ko barbaad karti hai.Aaiye, Urdu Hindi Bible se seekhein ki kaise hum Jhuthe Masih, Jhuthe Nabi, aur Gumrah Karne Wali Ruhon se bach sakte hain.2 Patras...

Aug 09, 202548 min

CHEmical Reaction By Act Of Body Urdu Hindi Bible @YasarimEl ​

Chemical Reaction by Act of Body (Bible ke roshni mein) – @YasarimElMera Vishay (Topic):Jab insaan kuch dekhta hai, sunta hai, bolta hai ya sochta hai — apni body ki indriyon ke zariye — to uska seedha asar uske jism aur ruh dono par hota hai. Ye sirf zahiri amal nahi hote, balki andar hi andar ek chemical reaction bhi paida hoti hai jo insaan ke sochne, mahsoos karne aur amal karne ke tareeqe ko badal deti hai.1. Bible ki Bunyad – Khayal se amal tak ka safarBible kehti hai:"Jo kuch insaan ke di...

Aug 07, 202539 min

YAQUB KHUDA KE SATH KUSHTI KAISE LADA ‪@YasarimEl‬

Yaqub ne ek aisi raat mein Khuda ke saath kushti ladi jo uski zindagi ka sabse bada morh ban gayi. Yeh koi aam kushti nahi thi – yeh ek roohani jang thi, ek azmish thi, jismein Yaqub ne kaha:"Jab tak tu mujhe barakat na de, main tujhe chhorunga nahi!" (Pedaish 32:26)Is video mein hum is gehri roohani sachchai ka jaiza lenge:Yaqub ne Khuda ke saath kyun aur kaise kushti ki?Is kushti ka matlab aaj hamari roohani zindagi mein kya hai?Barakat paane ke liye kis had tak jaana zaroori hai?🔔 Subscribe ...

Aug 03, 202517 min

RAUSHNI HO JA रौशनी हो जा @YasarimEl #REVLATION

उत्पत्ति 1सृष्‍टि का वर्णन1आदि में परमेश्‍वर ने आकाश और पृथ्वी की सृष्‍टि की। 2पृथ्वी बेडौल और सुनसान पड़ी थी, और गहरे जल के ऊपर अन्धियारा था; तथा परमेश्‍वर का आत्मा जल के ऊपर मण्डराता था। 3जब परमेश्‍वर ने कहा, “उजियाला हो,” तो उजियाला हो गया। 4और परमेश्‍वर ने उजियाले को देखा कि अच्छा है; और परमेश्‍वर ने उजियाले को अन्धियारे से अलग किया। 5और परमेश्‍वर ने उजियाले को दिन और अन्धियारे को रात कहा। तथा साँझ हुई फिर भोर हुआ। इस प्रकार पहला दिन हो गया।Paidáish 11Ḳhudá ne ibtidá meṉ zamín o ásmán ko pai...

Aug 01, 202523 min

iman se rastbazi विश्वास से धार्मिकता" @YasarimEl ​

📖 IMAN se RĀSTBAZI | FAITH-BASED RIGHTEOUSNESS | روحانی پیغامIman se raastbaaz kaun kehlata hai? Kya hamare achhe kaam humein Khuda ke nazdeek le ja sakte hain, ya sirf iman se hi hum raastbaaz thehraaye jaate hain?Iss video mein hum explore karenge:• Ibraheem ka imtihan aur uska mazboot iman• Bible ke mutabiq raastbaazi ka asli matlab kya hai• Amal aur iman ke darmiyan taluq• Masih Yasu ke zariye humein milne wali raastbaazi ka paighaam"Iman laya Ibraheem Khuda par, aur yeh uske liye raastbaaz...

Jul 31, 202538 min

PAAK AUR NAPAAK JANWARON KA MUKASHAFA @YasarimEl ​

Is aaj ke parkashan ka maksad mansha kya hai Wuh ye hai ki jo koi bhi janwar hai darinda haiparinda hai chaupaya yani pashu panchi Ye jaisejisamani hain waise ruhani bi hain yani jaise jismani hain vaise hi Inke subah ki shakal ki mansikta ki ruhne bhihain Magar ek khuda ke kariye ke liye or ek iblish keyahi aaj ke parkashan ki mansha niyat hai irada hai Baki hum kalam ke wasile se samjhen ruh l quds kimadad se mukashaf ki ruh ki madad sefazl or sachchai ke adhiin humari shirkat yani sangti hai ...

Jul 28, 202549 min

FAZL KE ADHIN KHUDA KI MOHABBAT @YasarimEl ​

"अनुग्रह के अधीन परमेश्वर का प्रेम"'Mahabbat is meṉ nahíṉ, ki ham ne Ḳhudá se mahabbat kí, balki is meṉ hai, ki us ne ham se mahabbat kí, aur hamáre gunáhoṉ ke kaffáre ke liye apne Beṭe ko bhejá. '1 Yúhanná 4:10Romíoṉ 5kyúṉki Rúhuʼl Quds jo ham ko baḳhshá gayá hai, us ke wasíle se Ḳhudá kí mahabbat hamáre diloṉ meṉ dálí gayí hai. 6Kyúṉki jab ham kamzor hí the, to ʻain waqt par Masíh bedínoṉ kí ḳhátir múá. 7Kisí rástbáz kí ḳhátir bhí mushkil se koí apní ján degá: magar sháyad kisí nek ádmí ke liy...

Jul 18, 202515 min

musa ki shariat ke adhin mohabbat @YasarimEl ​

मूसा की शरिया के अधीन मोहब्बतLúqá 10:25Aur dekho, ek ʻálim i sharaʻ uṭhá, aur yih kahkar us kí ázmáish karne lagá, ki Ai ustád, maiṉ kyá karúṉ, ki hamesha kí zindagí ká wáris banúṉ? 26Us ne us se kahá, ki Tauret meṉ kyá likhá hai? Tú kis tarah paṛhtá hai? 27Us ne jawáb meṉ kahá, ki Ḳhudáwand apne Ḳhudá se, apne sáre dil aur apní sárí ján aur apní sárí táqat aur apní sárí ʻaql se mahabbat rakh;Marqus 12: 28Aur faqíhoṉ meṉ se ek ne un ko bahs karte sunkar ján liyá ki us ne unheṉ ḳhúb jawáb diyá ha...

Jul 17, 202544 min

israel 400 sal ghulam 40 saal biyaban इसराएल का 400 साल गुलामी और 40 साल का बियाबान का सफर

🔹 400 साल की मिस्र में गुलामी:बाइबल (निर्गमन/Exodus) के अनुसार, इसराएली लोग यूसुफ के ज़माने में मिस्र में जाकर बसे। जब तक यूसुफ जीवित रहा, वे सम्मानित जीवन जीते रहे। लेकिन समय के साथ नया फिरौन आया जिसने यूसुफ को नहीं जाना।इस फिरौन ने इसराएलियों को गुलाम बना दिया।उन्होंने उनसे कठोर मज़दूरी करवाई — ईंटों और इमारतों का निर्माण कराया।उन्होंने इसराएली पुरुष बच्चों को मारने का आदेश दिया ताकि उनकी संख्या न बढ़े।📖 निर्गमन 1:13-14:“मिस्री लोगों ने इस्राएलियों को निर्दयता से काम में जोता और उनके जीवन को...

Jul 13, 20251 hr 3 min

SULH MEN PHUT DALNE WALON SE RAHIYE Khabardar सुलह में फूट डालने वालों से रहिए खबरदार

SULH MEN PHUT DALNE WALON SE RAHIYE SAWDHAN सुलह में फूट डालने वालों से रहिए सावधानIfisíoṉ 2:1-22 URDR55[1] Aur us ne tumheṉ bhí zinda kiyá, jab apne qusúron aur gunáhoṉ ke sabab murda the, [2] jin meṉ tum peshtar dunyá kí rawish par chalte the, aur hawá kí ʻamaldárí ke hákim, yaʻní us rúh kí pairawí karte the, jo ab náfarmání ke farzandoṉ meṉ tásír kartí hai; [3] in meṉ ham bhí sab ke sab pahle apne jism kí ḳhwáhishoṉ meṉ zindagí guzárte, aur jism aur ʻaql ke iráde púre karte the, aur dúsroṉ kí...

Jul 09, 20251 hr 4 min

APNE MASIH YISU KO KIS TARAH SE JANA आपने मसीह यीशु को किस तरह से जाना? @YasarimEl ​

Aj jo parkashan hai wuh is bare men hainHi masih yisu ke waqt men kin logo ne unhen kis tarah qabool kiyaORApne masih ko kis tarah jana or masih ne aap par YISU NE khud ko kis tarah zahir kiyaJis tarah ke iman men apne usko qabool kiya waisa hi aap apne zindghi phal YANI AZR payen geYisu khudawando Ka khuda haiRabiyon ka rabbi yani ustado ka ustad haiTo agar koi khudawnd kehlata hai to wuhKhudawando ka khudaAgar koi rabbi ustad kehlata haiTo wuh rabiyon ka yani ustado ka ustad haiMagar uske apne...

Jul 06, 202549 min

Khudawand ne har ek chiz khass maqsad ke liye banai ‪@YasarimEl‬

‘IZ 31Har chíz ká ek mauqa‘, aur har kám ká, jo ásmán ke níche hotá hai, ek waqt hai.AMSÁL 161Dil kí tadbíreṉ insán se haiṉ:Lekin zabán ká jawáb ḲHUDÁWAND kí taraf se hai.2Insán kí nazar meṉ us kí sab rawisheṉ pák haiṉ:Lekin ḲHUDÁWAND rúhoṉ ko jáṉchtá hai.3Apne sab kám ḲHUDÁWAND par chhoṛ de,To tere iráde qáim raheṉge.4 ḲHUDÁWAND ne har ek chíz ḳháss maqsad ke liye banáí;Háṉ, sharíroṉ ko bhí us ne bure din ke liye banáyá.AIYÚB 42: 2Maiṉ jántá huṉ, ki tú sab kuchh kar saktá hai,Aur terá koí iráda...

Jul 05, 20251 hr 17 min

nangepan ka Mukashafa नंगेपन का प्रकाशन KHUDA KI RASTBAZI KHO DENA @YasarimEl ​

IS PODCAST MEN PARKASHIT KI GAYA HAI FAZL OR SACHCHAI KE ADHIN NANGEPAN KE BHED KO NANGEPAN KA BHED HAI JISKEPAAS KHUDA KI DHARMIKTA NHI YA JO KHUDA KI DHAMIKTA NAFARMANI KI WAZAH SE KHO CHUKA HAI JAISE ADAM OR HAWA OR NUH OR MASIH YISU MEN HUMEN MUFT RASTBAZI IMAN KE SABAB SE MILTI HAI IMAN KE LIYE TAKI FAZL KE TAUR PAR HO #urdubiblepodcast #hindibiblepodcast #NANGAPAN #ADAM #HAWWA #noah

Jun 28, 202544 min

Dushre Shauhar ka Ruhani Mukashfa दूसरे शौहर का रूहानी मुकाशफ़ा @YasarimEl ​

#Romíoṉ71Ai bháiyo, kyá tum nahíṉ jánte, (maiṉ un se kahtá húṉ jo sharíʻat se wáqif haiṉ,) ki jab tak ádmí jítá hai, usí waqt tak sharíʻat us par iḳhtiyár rakhtí hai? 2Chunáṉchi jis ʻaurat ká shauhar maujúd hai, wuh sharíʻat ke muwáfiq apne shauhar kí zindagí tak us ke band meṉ hai; lekin agar shauhar mar gayá, to wuh shauhar kí sharíʻat se chhúṭ gayí. 3Pas agar shauhar ke jíte jí dúsre mard kí ho jáe, to zániya kahláegí; lekin agar shauhar mar jáe, to wuh us sharíʻat se ázád hai, yaháṉ tak kí a...

Jun 23, 202526 min

Ai MERE KHUDA TUNE MUJHE KYUN CHHOR DIYA ? @YasarimEl ​

IS PODCAST MEN IS BAAT KO RAUSHAN KIYA GAYA HAI KI MATÍ 27: 45Aur do pahar se lekar tísre pahar tak tamám mulk meṉ andherá chháyá rahá. 46Aur tísre pahar ke qaríb Yisúʻ ne baṛí áwáz se chillákar kahá; Elí, Elí, lamá shabaqtaní? yaʻní Ai mere Ḳhudá, ai mere Ḳhudá, tú ne mujhe kyúṉ chhoṛ diyá?IS KALAM PAR ADHARIRT HAI MAGAR AISA KYU KHUDA KYU CHODTE HAI JA B KOI INSAN BHADE BAHDE SE KAM DEKH KAR BHI KHUDA PAR IMAN NA LAYE OR KHUDA KI RUH K MUKHALFIT KARE Romíoṉ 1: 18Kyúṉki Ḳhudá ká gazab un ádmíoṉ...

Jun 21, 202540 min

Masih Yisu mein zindagi ka har pal nayi padaish hai @YasarimEl ​

ʻIbrá Níoṉ 111Ab ímán ummed kí húí chízoṉ ká iʻtimád, aur andekhí chízoṉ ká subút hai. 2Kyúṉki usí kí bábat buzurgoṉ ke haqq meṉ achchhí gawáhí dí gayí. 3Ímán hí se ham maʻlúm karte haiṉ, ki ʻálam Ḳhudá ke kahne se bane haiṉ; yih nahíṉ, ki jo kuchh nazar átá hai záhirí chízoṉ se baná ho.Paidáish 11Ḳhudá ne ibtidá meṉ zamín o ásmán ko paidá kiyá.Yúhanná 11Ibtidá meṉ Kalám thá, aur Kalám Ḳhudá ke sáth thá, aur Kalám Ḳhudá thá. 2Yihí ibtidá meṉ Ḳhudá ke sáth thá. 3Sárí chízeṉ us ke wasíle se paidá ...

Jun 19, 202522 min

Dil Ka Nur Masih Yisu Hai Urdu Hindi Bible Podcast @YasarimEl

PAIDÁISH 11Ḳhudá ne ibtidá meṉ zamín o ásmán ko paidá kiyá. 2Aur zamín wírán aur sunsán thí; aur gahráo ke úpar andherá thá:YE ZAMIN HAI har INSAANI ka DIL AUR YE WIRAAN OR SUNSAAN KYU HAI KYUKI YAHA PAR ABHI KALAM NHI PAUNHCHAKALAM NHI BUA GAYA2 KURINTHÍOṈ 4: 13Aur chúṉki ham meṉ wuhí ímán kí rúh hai, jis kí bábat likhá hai, ki Maiṉ ímán láyá, aur isí liye bolá; pas ham bhí ímán láe, aur isí liye bolte haiṉ;. ʻIBRÁ NÍOṈ 11: 3Ímán hí se ham maʻlúm karte haiṉ, ki ʻálam Ḳhudá ke kahne se bane haiṉ...

Jun 16, 202522 min

Bereshit | Gensis | Paidaish | उत्पत्ति | ਉਤਪਤ Utpat @YasarimEl URDU HINDI HEBREW BIBLE PODCAST

is podcast men hebrew shabad hai #BERESHIT #GENSIS #UTPAT EK PURANI SHRISHAT HAI JO PEHLE ADAM MEN PAIDA KI GAI OR EK NAYI SHRISHAT HAI JO DUSRE ADAM MEN PAIDA KI GAI BERESHIT YANI SHURAAT DO TARAH SE PEHLE ADAM KI SHURUAT NE BHERSHIT NE ADAM OR AURAT KI NAFRMANI KI WAZAH SE SAB KO GUNAH KE ADHIN KAR DIYA OR PEHLE ADAM KE WASILE GUNAH AYA OR GUNAH WASILE MAUT AAYI . OR YUN MAUT SAB ADMION MEN PHAIL GAI OR SALEB TAK LE KE AYA PEHLA OR PEHLE ADAM NE KHUDA KE GAHR SE KHARIJ KARWAYA YANI NIKLWA DIYA...

Jun 14, 202544 min
For the best experience, listen in Metacast app for iOS or Android