Yaadon Ka Karwaan - podcast cover

Yaadon Ka Karwaan

Here in this podcast you'll get to hear about the muse I often write about. And I will be featuring some more talented poets and storytellers in upcoming episodes.
Last refreshed:
Follow this podcast in the Metacast mobile app to refresh it and see new episodes.
Download Metacast podcast app
Podcasts are better in Metacast mobile app
Don't just listen to podcasts. Learn from them with transcripts, summaries, and chapters for every episode. Skim, search, and bookmark insights. Learn more

Episodes

Aasim Ki Call (Part 3)

abhi bhi sun rahe toh aapko baaten lambi lagi hi nahi. bohot shukriya.

Mar 27, 202115 min

Aasim Ki Call (Part 1)

ye kuch yaaden, shayariya, aur baaten hain jo main aur mere aziz dost Aasim aapas mein baat rahe the. socha record karke podcast ki jaaye ye call.

Mar 27, 202115 min

Baarish

"Baarish berang hoti hai lekin har kisi ke liye iska apna hi alag rang hai. Kisi ko hasati hai, kisi ko bhigaati hai toh kisi ko rulati hai." This episode is written and performed by me Izhan Saifi. Aap suniye aur bataiye aapko kya ehsaas karati baarish.

Nov 04, 20202 minSeason 1Ep. 6

Seher

Suniye kaise Ayaan ki yaadon ka Karwaaan aaj tak chale jaa raha hai.

Nov 04, 20203 minSeason 2Ep. 1

Uljhan

"..कुछ अजीब सी कश मा कश, पुरानी यादों का जाल बेहद गहरी रंजिशो के ख्याल, शायद 'इनायत' को तेज़ बुखार में उस दिन भी वो ही खालीपन खटकने लगा जो वक़्त वक़्त पर अपने होने का दावा करता था..." 'Uljhan' is written and recorded by Ariba Falak. This episode is a short story about a girl named 'Inayat'. Will Inayat be able to overcome her longing for 'him' ? Stay tuned to quench your curiosities !

Jul 16, 20203 minSeason 1Ep. 5

Yaaddasht

"Ye shayad kal ki hi baat hai, Ya fir sadiyon purani. Mujhe kitaab mili hai ek Uski Jo shayad mujhe chodh gaya tha, Shayad thoda baaki hai abhi mujhme. Ye shayad mere dil ki baat hai, Ya shayad tumhaare dil ki. Shayd ye baat hai hi nahi, Shayad yeh meri zindgi hai, Ya shayad kuchh bhi nahi." ~ Harsh Anand.

Jul 13, 20203 minSeason 1Ep. 4

Firdaus

Firdaus... kaun hai?

Jul 13, 20202 minSeason 1Ep. 3

Bechaini

"Aksar sawaal krti hai zindagi meri mujse ki main kyun preshan hoon? Jo hoti hain bechainyaan wo bas panno par likh kr main zindagi ko dikhaa deti hoon.. To meri aur bechaini ki kahani bhi kuch aisi hee hai, dil ke nazdeek kuch ghaaw aise theher jaate hain ki na kisi se keh paati hoon, na khud ko smjhaa paati hoon.. fir bas tbhi hota hai ye, ki kalam uthaati hoon to hee ye uljhe jazbaat suljhaa kar bayaan kr paati hoon!" ~ Shubhangi Gupta.

Jul 13, 20203 minSeason 1Ep. 2

Ta'aruf

"Ye woh baatein hain jo aksar raat ko baith kar main khud se kiya karta hoon." This first episode of Hichkiyaan is written and recorded by Izhan Saifi. This episode is called Ta'aruf because it's an intro for this season. More episodes are on the way with lot of talented poets. Stay Connected.

Jul 10, 20202 minSeason 1Ep. 1
For the best experience, listen in Metacast app for iOS or Android