Urdu Zubaan With Adhuri Hayat - podcast cover

Urdu Zubaan With Adhuri Hayat

Poetry Adhury Hayatpodcasters.spotify.com
Urdu Zubaan yani Mithi Zubaan mgr kuch dino se bimar hai urdu English aur Hindi hum sab ek sath chalte thai mgr kuch dino se modern life style ke taiz qadmo ne Urdu ko door kar diye aur Jo sabke sath rehne wala ho wo apno se door ho jaye to bimar ho jata he galib sahab ka diwana aur munshi premchand ji ke khat sab bhool kar apne hi sher se darbadar kar Diya Mein Hindi hu aur me English chalo AO Milkar urdu ko phir dhundh late hen uski tabiyat puchkar aate hen AO chalo Urdu ko manate hen Written by Adhuri Hayat
Last refreshed:
Follow this podcast in the Metacast mobile app to refresh it and see new episodes.
Download Metacast podcast app
Podcasts are better in Metacast mobile app
Don't just listen to podcasts. Learn from them with transcripts, summaries, and chapters for every episode. Skim, search, and bookmark insights. Learn more

Episodes

Insaan Ka MasLaa

Insaan Ka Masla🍁 written by RJ Adhury Hayat

Oct 09, 202122 sec

Happy Birthday

Ek Maa ki Faryaad Khali Nhi Jayege Ek Maa apne Bete ko phir gale lagaye ge..

Oct 08, 20211 min

Shah Rukh Khan Ek Majboor Pita.

Sharukh Khan ko Star ki Nzr se nhi balke ek pita ki nze se dekheyen q k Star se Pehle wo ek pita hen aur apni aulad k Leye Pta sirf Pita hi hota he .

Oct 05, 20215 min

Gandhi Jayanti

सभी देश वासियों और फौजी भाइयो को गांधी जयंती की हार्दिक शुभकामनाएं

Oct 02, 202120 min

Nasiyat Karen Mgr Tanhayi Me

Darwaze Par Dastan ki jate he Darwaza toda nhi jata isleye Nasihat karen kise ko mgr sab ke samne Sharminda Na karen.q k Tanhayi me Nasihat ki jate he aur sab ke samne sharminda.

Sep 29, 20218 min

Ek Beti Ki Khuwahish

DiL ki Khuwahish he🍁Ammi Ko Kahin Door Lekar Jaun🍁 Written by RJ Adhury Hayat

Sep 25, 20212 min

🌹I Love you🌹

I Love you🌹 Ye Sirf Lafz Nhi Balke Ehsaas he Jazbaat he Jo har koi Na to samjh sakta he aur Nahi Nibha sakta he🍁

Sep 20, 202111 min

I Love you

Yu to mohabbat sabhi karte hen Mgr I Love you ka MatLab kya Log samjhte hen

Sep 20, 20214 min

Priya Malik

Me Tumhe phir milungi Kaha kese kistarhan mujhe sab pata he

Sep 18, 20212 min

Motivation

Jo Log aap se jalte hen hasad rakhte hen unse Nafrat mat kijeye

Sep 18, 20211 minSeason 1Ep. 2

Ek Rab Raazi to sab Raazi ,Ya ALLAH Tu Mere Umeed Nhi Mera yaqeen he.🍁

ALLAH Kehta he Ai bande agr kise ko dukh dete ho to mujhse apni khushi ki umeed mat karna aur agr kise ko khushi dete ho to apni takleef ki fikar mat krna.🍁Ya ALLAH mujhe aisa na bana jese me dusro k kaam aa saku 🍁Ya ALLAH Mujhe aise Bulandi Na ata karna jo kise ko gira kar Mile🍁Ya ALLAH Muje aise kamiyabi ata karna jo dusro ki madad Kar saku 🍁ya ALLAH Jab Me is Duniya se jau to Tu air Payare RASOOL mujh se Raazi Ho chuke ho'n (Ameen)

Sep 15, 20213 minSeason 1Ep. 2

Ruhani Mohabbat

Mohabbat sirf samne hone ka naam nhi he door rehne ko bhi mohabbat kehte hen

Sep 15, 202151 sec
For the best experience, listen in Metacast app for iOS or Android