Ep 24 : Shaadi Ka Laddoo
Jun 26, 2022•9 min
Episode description
Ghar waale kehte hain ki umar nikal gayi to shaadi hone mein dikkat hoti hai...
Jigar ke ghar wale bhi aise hi hain. Jinhe chinta Jigar ki badhti umra ke sath sath Jigar ko na milne waali naukri ki bhi hai... Upar se Jigar ke sir ke girte baal !!
Kya badlegi Jigar ki kismat .. Kya kabhi kha paega jigar Shadi ka Laddoo !?
For the best experience, listen in Metacast app for iOS or Android
